How To Create Certificate Using Google Form | Auto-send Certificate after Quiz Completion - Blogging Dunia - Kamane Ka Asaan Tarika

Friday, July 31, 2020

How To Create Certificate Using Google Form | Auto-send Certificate after Quiz Completion

Hi friends,
Is video me maine bataya hai ki aap kis tarike se google form ke zariye e-certificate bana sakte hai aur test ya quiz lene ke baad unko yeh certificate automatically unke email ID par bhej sakte hain. Google form me hum certify'em ka add-on use karke bahut kuch set kar sakte hai jaise ki student ka naam, score, score percentage, date, wagaira. Ummeed karta hu ki aap ko ye video pasand ayega aur aap badi hi aasani se certificate bana kar apne students ko khush kar sakte hain.

Certify'em lets you leverage the power of Google Forms to create online certifications and email custom certificates to exam-takers.

#Certificate #GoogleForms #OnlineTest #TechieSarfu

No comments:

Post a Comment