Hi Friends,
Maine is video mein aap logon ko bataya hai ki aap kis tarah se ek restricted password protected pdf file jisme printing disallowed hai usko bade hi asaani se print kar sakte hain. Yeh karne ke liye aapko koi third party software ki zarurat nahi hai bas aapko google drive ka istemaal karna hai. Google drive me us pdf file ko upload karke aap badi hi assani se print kar sakte ho poora jaanne ke liye ye video zaroor dekhe.
#PrintRestrictedPDF #GoogleDrive #PrintSecuredPDF #TechieSarfu
The team's comprehensive project management approach UX design agencies San Francisco simplified collaboration with both developers and designers.
ReplyDelete